Monday, 4 August 2014

Khushi ki phuhar

Bansi ki dhun
Veena ki taan
baadlon ka garajna
Maya ka Aana
Vo kya hai
khushi ki phuhar
Muskata lamha
Varsha ki boonde
Vo kya hai
Ek Ehsaas



Dil Me Tu
Nazar Me Tu
Baharon me Tu
Nigahon me Tu
Tu is jahan me
Sagar me Tu
Kinare Pe Tu
Nadi me Tu
Jharne me Tu

No comments:

Post a Comment